Thursday, July 8, 2010

Sach keh raha hai deewana



Sach keh raha hai deewana, dil dil na kisi se lagana,
joothe hai pyaar ke vaade sarein,
jhoothi hai pyaar ki kasmein,
maine har lamha jise chaha, jise pooja..........
usine yaaron mera dil toda toda,
tanha tanha chodaaaaaaa.............
Sach keh raha hai deewana...............

mausam mausam tha suhana bada,
mausam mausam maine dekha use,
hua main pagal bas palbhar main...........
aake basi hai wo mere maan main,
uski kami hai ab jeevan main,
woh dur hai meri najrose,
kyun use main chahuuuuu...............

Sach keh raha hai deewana, dil dil na kisise lagana,
joothe hai pyaar ke vaade sarein,
jhoothi hai pyaar ki kasmein,
maine har lamha jise chaha, jise pooja..........
usine yaaron mera dil toda toda,
tanha tanha chodaaaaaaa.............

sundar sundar wo hasina badi,
sundar sundar main to khone laga,
hua main pagal bas pal bhar main,
ek din use bhoola dunga main,
uske nisha mita doonga main,
chahunga na main us pathar ko,
ja use bata deeeeeeeeee...............

Sach keh raha hai deewana, dil dil na kisise lagana,
joothe hai pyaar ke vaade sarein,
jhoothi hai pyaar ki kasmein,
maine har lamha jise chaha, jise pooja..........
usine yaaron mera dil toda toda,
tanha tanha chodaaaaaaa.............
SACH KEH RAHA HAI DEEWANA.........................
REHENA HAI TERE DIL MAIN..................................

No comments:

Post a Comment