Tuesday, July 6, 2010
kab se ussko dhoondta hoon - rahat fateh ali khan
kab se ussko dhoondta hoon
bheegi palkon se yahan
ab najaane vo kahan hai
tha jo mera aashiyaan
rabba mere mujhko bata
haaye di mujhe kyun ye saza
ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chhod ke
main gham se rishta jod ke
jaun kahan ,,,,,,
ek chhota sa jahan
chand khushiyon se bhara
ussko mujhse chheen kar hai
mil gaya tujhko bhi kya
ab hai fakat sirf jaan
kar doon main vo bhi aata
waqt ke kitne nishaan hain
zarre zarre mein yahan
doston ke saath ke pal
kuchh haseen kuchh ghumzada
sab hua ab toh fana
bas raha baaki dhuan
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment