Tuesday, July 6, 2010

jeena teri gali mein



k: (tere ham, ai sanam) -2
(pyaar mein ai vaadaa rahaa) -2
a: (na judaa, honge ham) -2
(pyaar mein ai vaadaa rahaa) -2
k: tere ham ai sanam a: na judaa honge ham

k: (teri meri meri teri yaari ho gayee
bairi saari duniyaa hamaari ho gayee) -2
a: tere sivaa dil mein nahin koi mere
chhoDooN ye zamaanaa ishaare pe tere
(pyaar mein ai vaadaa rahaa) -2
k: (tere ham, ai sanam) -2
(pyaar mein ai vaadaa rahaa) -2
a: (na judaa, honge ham) -2

a: (aaNkhoN mein hain sapne sindoori shaam ke
dekhooN teraa rastaa main dil ko thaam ke) -2
k: Dolii liye tere, dvaare aaooNgaa
dekhegaa jahaaN main, tujhe le jaaooNgaa
pyaar mein ai vaadaa rahaa
a: pyaar mein ai vaadaa rahaa
k: (tere ham, ai sanam) -2
(pyaar mein ai vaadaa rahaa) -2
a: (na judaa, honge ham) -2
(pyaar mein ai vaadaa rahaa) -2
k: (tere ham a: ai sanam) -4

No comments:

Post a Comment