Tuesday, July 6, 2010

main gul hoon - lal dupatta malmal ka



main gul hoon kali hoon saba hoon

nahi ye khushbu aur hi kuchh hai
sanam ye khushbu aur hi kuchh hai

main bekhud sharaabi deewana
nahi ye jaadu aur hi kuchh hai
sanam ye jaadu aur hi kuchh hai

ye poochho kali se ye poochho chaman se kise kya mila hai tumhaare badan se
gulon ko to shoharat mere rang se hai havaaon ki mahak bhi mere ang se hai
aur dilbar tera husn-o-jamaal sab meri chaahat ka kamaal
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
ji kya kehna inaayat hai navaajish hai
main chaandani main shabnam main sitaara
nahi sanam tu aur hi kuchh hai

mera hi nasha hai teri bekhudi mein meri aarazu hai teri deewaangi mein
meri zindagi ka shabaab ek tu hai meri zindagi kya teri aarzu hai
par mera har andaaz-o-ada hai tere dam se jaan-e-vafa
jaan kya kehna inaayat hai navaajish hai
main majnu main farhaad main raanjha
nahi sanam tu aur hi kuch hai
main gul hoon ...

No comments:

Post a Comment